Monday, December 19, 2016

https://www.facebook.com/

Monday, April 30, 2007

जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की.देखो

जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की.देखो जो आईना तो दोस्त नज़र आते हैं, दोस्ती में..येह तो बहाना है कि मिल नहीं पाये दोस्तों से आज..दिल पे हाथ रखते ही एहसास उनके हो जाते हैं, दोस्ती में..नाम की तो जरूरत हई नहीं पडती इस रिश्ते मे कभी..पूछे नाम अपना ओर, दोस्तॊं का बताते हैं, दोस्ती में..कौन केहता है कि दोस्त हो सकते हैं जुदा कभी..दूर रेह्कर भी दोस्त, बिल्कुल करीब नज़र आते हैं, दोस्ती में..सिर्फ़ भ्रम हे कि दोस्त होते ह अलग-अलग..दर्द हो इनको ओर, आंसू उनके आते हैं , दोस्ती में..माना इश्क है खुदा, प्यार करने वालों के लिये "अभी"पर हम तो अपना सिर झुकाते हैं, दोस्ती में..ओर एक ही दवा है गम की दुनिया में क्युकि..भूल के सारे गम, दोस्तों के साथ मुस्कुराते हैं, दोस्ती में

Hindi translation of some commonly used english statements


Have a nice day! ----- * Achcha din lo!What's up? ----- *Uppar kya hai?You're kidding! ----- *Tum bachcha bana rahe ho!Cool man! -----* Thandaa aadmi!Check this out, man! ----* Iskee chaanbeen karo, aadmi!Don't mess with me, dude.----- * Mere saath gandagi mat karo, e vyakti.She's so fine! ----- * Woh itnee baareek hai!Listen buddy, that chick's mine, okay!?----- * Suno dost, woh chooza mera hai, theek?Hey good looking; what's cooking? ----* Arrey sundarta ki devi; kya pakaa rahee ho?Are you nuts? ----- * Kya aap akhrot hain?Son of a gun.----- * Bachcha bandook ka.Rock the party. ---- * Party mein patthar feko.And the best ones are.....Keep in touch...... * Chhoote Raho.Lets hang out!....*Chalo bahar latakte hain!!!

Kisi aur zindgi ka is mein hissa hai

Kisi aur zindgi ka is mein hissa hai
Ek umar se bada humara rishta hai
Dil ko ek baar aankhen to deejiye
Zindgi se aage bhi kuch dikhta hai
Main jo bhi geet kagaz pe utaroon
Koyi aa ke wahan tera naam likhata hai
Log kahte hain us ko kisi ne nahi dekha
Tu muskraye to mujhe woh dikhata hai
Tera do lamho ka sath mila to sab mil gaya
Ab kyon pooche ye kismat kaun likhata hai

Ji rahe thy hum jinke waste

Ji rahe thy hum jinke waste
Wo bhi badal gaye aur unke raaste
jinki hasi ne humko hasaya tha
jinke aansouo ne humko rolaya tha
khte thy hum wo kal ka sawera hai
hata dege wo aaj jo andhera hai
ayi umer ab leke mayosiyo ke raaste
jo thy hamare badal gaye kisi aur ke waste
ongli thami chlna sikhaya
jinko hum ne padhna sikhay
aaaj akele chord ke hame wo chle gaye
deke sabaq hame wo badal gaye
jinhe hum ne dikhaye thy dunya bher ke raaste
Wo bhi badal gaye aur unke raaste
dard pahle bhi tha aaj bhi
hum dard ke saath hai
sare erade umeed ke ab toot gaye
apne hi ab hum se rooth gaye
kiya bataye hum kaise thy wo hadsetnha
hogaye hum na manzil hai na raaste
Ji rahe thy hum jinke waste
Wo bhi badal gaye aur unke raaste